Sabse Chupa ke Dard Wo Muskura Diya.....
Uski Hasi ne Aaj Mujhe Rula Diya......
Dil se uth Raha Tha Dard ka Tufaan...
Chehra Bata Raha Tha ki Kuch Gawa Diya..........
Sapno se Dill Lagane ki Aadat nahi rahi.
Har Waqt Muskurane ki Aadat nahi rahi....
Ye sochkar ki koi manane nahi aayega...
Ab hume Ruth Jane ki Aaadat Nahi Rahi...............