Friday, 19 August 2011

Dard


Sabse Chupa ke Dard Wo Muskura Diya.....
Uski Hasi ne Aaj Mujhe Rula Diya......

Dil se uth Raha Tha Dard ka Tufaan...

Chehra Bata Raha Tha ki Kuch Gawa Diya..........

No comments:

Post a Comment